Hum Mohabbat Ko Aam Karte Hain Har Kisi Ka Ehtraam Karte Hain Jo Hum Se Nafrat Karte Hain Hum Unhein Bhi Slaam Karte Hain Waqt Palak Jhapkate Guzar Jata Hai Hum Jab Un Se Kalaam Karte Hain Un Ka Andaaz Aisa JaanLeva Hai Wo Ek Nazar Se Ghulam Karte Hain Abhi Tak Un Ka Dil […]
– Love Shayari