Diwali ke din ajeeb baat ho gayi
Wo baat kuch khas aise ho gayiEk haseena se mulakaat ho gayi
Muskaan uski mujhko bha gayiJalta diya hath me liye pass aayi
Mubarak ho diwali keh k wo gayiUski meethi aawaz lubha si gayi
Kaano mein mishri ghul si gayiKhusbu hawa me bikher si gayi
Mujh pe jaadu sa chala hi gayiAankho me surma lagayi huyi
Baalo ko phoolo se sajayi huyiAanchal hawa mein lehraati huyi
Sapne naye naye dikha si gayiDil mein pyar ki low jala ke gayi
Diwali meri roshan wo kar gayi
– Diwali Shayari
Romantic Diwali Love Sms In Hindi - Diwali Shayari
0
June 05, 2021
Tags